Bharat warsha par pichhle sahastra warsho se anek akraman hue hai.Is karan se Bharat ki bhasha Hindi bhrastha ho chuki hai.
Jo bhasha hum samanyataha Filmo me sunte hai wah Hindi nahi,apitu uska ek bhrashta roop hai.
Apni Bhasha ko shudha karne ka yah ek prayaas hai.Aapke Yogdaan ki apeksha hai.
Hum yaha par ek koshtak banane ke ichhuk hai jisme shabda ka brashta tatha shudha swaroop hoga. jaise ki
Jindagi(Bhrashta) Jivan(Shudha)
Monday, October 18, 2004
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
देवनागरी में कयों नहीं लिखते
Post a Comment