Bhrashta Roop Shudha Roop
-------------------------------------------------------
Jindagi Jivan
Mushkil Kathinai
NaMumkin Asambhaw
Majburi Vivashata
Azaad Mukta
Tareef Stuti
Aham Matwapurna
Sawaliya Nishan Prshana chinha
Sawal Prashna
Jawab Uttar
Khas Vishesh
Khabar Samachar
Pyaar Prem
Kanoon Vidhhi
Adaalat Nyayalay
Akhbaar Samachar patra
Maut Mrutya
Saza Dand
Tarikh Tithi
Insaaf Nyaya
Hajaar(1000) Sahastra
Sabut(Proof) Praman
Tarbej Pravin
Roshni Prakash
Monday, October 18, 2004
Shudha Hindi ka Prayojan
Bharat warsha par pichhle sahastra warsho se anek akraman hue hai.Is karan se Bharat ki bhasha Hindi bhrastha ho chuki hai.
Jo bhasha hum samanyataha Filmo me sunte hai wah Hindi nahi,apitu uska ek bhrashta roop hai.
Apni Bhasha ko shudha karne ka yah ek prayaas hai.Aapke Yogdaan ki apeksha hai.
Hum yaha par ek koshtak banane ke ichhuk hai jisme shabda ka brashta tatha shudha swaroop hoga. jaise ki
Jindagi(Bhrashta) Jivan(Shudha)

Subscribe to:
Posts (Atom)